Abhi rookna nahi hai manzoor dil ko kya keeje..
raas na aaye dimag ke sujhav dil ko..kya keeje..
karte hai hum har baat kabool dil ki kya keeje..
shayad isliye yeh raah baaki hai..
shayad isliye yeh intezaar baaki hai..
Mausam badla hai dil ki basti mein kya keeje,
jaante hain kyun par keh na paayein wajah kya keeje,
dil, dil hamesha se hi tha masoom kya keeje,
aaj samjhe hai dhadhkan kahan gayi hai gum
shayad isiliye yeh ikraar baaki hai...
shayad isiliye yeh intezaar baaki hai...

Epilogue: Thank you Shivani for writing the second stanza of the poem :) Loved the song from Barfi so much, that had it running in loop through the day, and the song inspired the first stanza. And the poem will be incomplete without the following dedications :)
sache aur ache dost dil ki baat samjhte hai.. aur shabdo ke jaadugar hote hai..
sache aur ache dost dil ki baat samjhte hai.. aur tasveer main badal dete hai.
sache aur ache dost dil ki baat samjhte hai.. aur ache gaane sabse pehle share karte hai..
sache aur ache dost blog padh ke dil ki baat samjh jate hai..
sache aur ache dost bus aise hi hote hai kya keeje..
sache aur ache dost blog padh ke dil ki baat samjh jate hai..
sache aur ache dost bus aise hi hote hai kya keeje..
photo credit : sr
poem co-credit: ss
song introduction:vs